#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza
00:00 || Khutbah Aur Durood
2:54 || Ayat 62 - aur agar woh tumhen dhoka denay ka irada keren gay to Allah tumharay liye kafi hai
05:04 || Ayat 63 - aur unn kay dilon mein aik doosray ki ulfat peda kerdi . agar tum zameen bhar ki sari dolat bhi kharch kerletay to unn kay dilon mein yeh ulfat peda naa ker-saktay ,
14:16 || Ayat 64 - aey nabi ! tumharay liye to bus Allah aur woh momin log kafi hain jinhon ney tumhari perwi ki hai .
16:09 || Ayat 65 - aey nabi ! mominon ko jang per ubharo . agar tumharay bees aadmi aesay hon gay jo sabit qadam rehney walay hon to woh do so per ghalib aajayen gay .
20:45 || Ayat 66 - loa abb Allah ney tum say bojh halka kerdiya , aur uss kay ilm mein hai kay tumharay andar kuch kamzori hai .
26:19 || Ayat 67 - yeh baat kissi nabi kay shayaan shaan nahi hai kay uss kay paas qedi rahen , jab tak kay woh zameen mein ( dushmanon ka ) khoon achi tarah naa baha chuka ho ,…
29:45 || Ayat 68 - agar Allah ki taraf say aik likha huwa hukum pehlay naa aa-chuka hota to jo raasta tum ney ikhtiyar kiya , uss ki wajeh say tum per koi bari saza aajati .
31:21 || Ayat 69 - lehaza abb tum ney jo maal-e-ghaneemat mein hasil kiya hai , ussay pakeezah halal maal kay tor per khao ,..
34:25 || Ayat 70 - aey nabi ! tum logon kay haathon mein jo qedi hain , ( aur jinhon ney musalman honey ka irada zahir kiya hai ) unn say keh do kay : …
36:22 || Ayat 71 - aur agar unn logon ney ( aey nabi ! ) tum say khayanat kernay ka irada kiya , to yeh iss say pehlay Allah kay sath khayanat ker-chukay hain ,..
39:09 || Ayat 72 - jo log emaan laye hain , aur unhon ney hijrat ki hai , aur apney maalon aur janon say Allah kay raastay mein jihad kiya hai ,
47:00 || Ayat 73 - aur jinn logon ney kufr apna rakha hai , woh aapas mein aik doosray kay wali waris hain .
49:02 || Ayat 74 - aur jo log emaan ley aaye , aur unhon ney hijrat ki , aur Allah kay raastay mein jihad kiya ,…
50:13 || Ayat 75 - aur jinhon ney baad mein emaan qubool kiya , aur hijrat ki , aur tumharay sath jihad kiya , to woh bhi tum mein shamil hain .
#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza