00:00 || Khutbah Aur Durood
02:35 || Ayat 29 - aey emaan walo ! agar tum Allah kay sath taqwa ki rawish ikhtiyar
kero gay..
03:47 || Ayat 30 - aur ( aey payghumber ! ) woh waqt yaad kero jab kafir log tumharay.
khilaf mansoobay bana rahey thay.
11:47 || Ayat 31 - aur jab unn kay samney humari aayaton ki tilawat ki jati hai to yeh
kehtay hain kay..
12:58 || Ayat 32 - . ( aur aik waqt woh tha ) jab enhon ney kaha tha kay : ya Allah ! agar.
yeh ( Quran ) hi woh haq hai jo teri taraf say aaya…
15:00 || Ayat 33 - aur ( aey payghumber ! ) Allah aisa nahi hai kay inn ko iss halat mein
azab dey jab tum inn kay darmiyan mojood ho..
21:24 || Ayat 34 - aur bhala inn mein kiya khoobi hai kay Allah inn ko azab naa dey
jabkay woh logon ko masjid-e-haram say roktay hain ,...
25:21 || Ayat 35 - aur baitullah kay paas unn ki namaz seetiyan bajaney aur taliyan
peetney kay siwa kuch bhi nahi...
26:58 || Ayat 36 - jinn logon ney kufr apna liya hai woh apney maal iss kaam kay liye
kharch ker rahey hain kay logon ko Allah kay raastay say roken...
29:30 || Ayat 37 - takay Allah napak ( logon ) ko pak ( logon ) say alag kerday , aur aik
napak ko doosray napak per rakh ker sabb ka aik dher banaye...
32:33 || Ayat 38 - ( aey payghumber ! ) jinn logon ney kufr apna liya hai unn say keh do
kay : agar woh baaz aajayen to pehlay unn say jo kuch huwa hai...
34:51 || Ayat 39 - aur ( musalmano ! ) inn kafiron say larrtay raho , yahan tak kay fitna
baqi naa rahey ,...
37:42 || Ayat 40 - aur agar yeh mun morray rakhen , to yaqeen jano kay Allah tumhara
rakhwala hai ,...
39:12 || Surat Al- Anfal Ayat 41 about "Khumas"
49:49 || Ayat 41 - aur ( musalmano ! ) yeh baat apney ilm mein ley aao kay tum jo kuch
maal-e-ghaneemat hasil kero ,...
53:03 || Ayat 42 - woh waqt yaad kero jab tum log wadi kay qareeb walay kinaray per
thay , aur woh log door walay kinaray per , aur qafla tum say neechay
ki taraf ...
#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza