Badshah Aur Bewakoof Ka Qissa | Darbar Mein Aqmandon Ke Sath Ek Bewakoof Kyon Rakha Gaya | Ibratnaak Kahani
Yeh qissa aik badshah ke ajeeb lekin hikmat bhare faislay se shuru hota hai jab us ne kaha ke darbar mein itne aqmandon ke sath ek bewakoof bhi hona chahiye. Logon ki hansi aur tafreeh ke liye ek shakhs ko bewakoof bana kar darbar mein rakha gaya. Magar waqt ke sath sab par yeh haqeeqat khul kar samnay aati hai ke asal bewakoof kaun hai aur asal aqalmand kaun.
Is ibratnaak kahani mein bayan kiya gaya hai:
Badshah ka ajeeb hukm
Darbar aur aqmand wazir
Bewakoof ka kirdar aur rawaiyya
Hansi mazaq ke peechay chhupi hikmat
Asal aqal aur jahalat ka farq
Yeh kahani humein sikhati hai ke aqal sirf libaas ya ohday se nahi, balkay soch aur amal se pehchani jati hai.
Bayan: Qadir Kalhoro
#BadshahAurBewakoof #DarbarKaQissa #AqalAurJahalat #IbratnaakKahani #Hikmat #IslamiWaqiat #QadirKalhoro