Hazrat Khalid Bin Waleed | Allah Ki Talwar | Islamic Bayan In Urdu | Episode 2

AMWaqiyat 2024-09-16

Views 58

Hazrat Khalid Bin Waleed | Allah Ki Talwar | Islamic Bayan In Urdu | Episode 2

Al Salam Alikum. Hazrat Khalid Bin Waleed kay qissay ki 2sri video main khoushamdeed. Chaliya qissay ki taraf agay berhtay hain. Khalid kay zehan sy yadain phoutti chali aa rhin thin. Zehan pichay hi pichay hattay hattay 16 saal door ja nikla. 613 eswi ki sham Rasool Allah (SAW) nay quraish kay chand afrad ko apnay han khanay per bulaya, Khanay kay bad Rasool Allah (SAW) nay apnay mehmanoun sy kaha. “Ay Bani Abdul Mutlib main tumharay samnay jo tuhfa paisha kernay laga houn wo arab ka koi or shaks paish nahi ker sakta. Is liya kay Allah nay mujhy muntahib kiya hai. Mujhy Allah nay hukam diya hai kay tumhain aik aysy mazhab ki taraf bulaoun jo tumhari duniya kay sath sath akhrat b sanwar dy. Is tarhan Rasool Allah (SAW) nay pehli wahi kay nazool kay 3 saal bad apnay qareebi azeezoun ko Islam qabool kernay ki dawat di. Khalid is mehfil main nahi tha. Is ka baap majood tha. Is nay Khalid ko mazak uranay kay andaz main bataya tha kay Abdul Mutlib kay potay Muhammad (SAW) nay kaha hai kay wo Allah ka bejha howa nabi hai. Ham jantay hain kay Abdul Mutlib quraish ka sardar tha. Waleed nay apnay bety Khalid sy kaha beshaq Muhammad (SAW) ka khandan alla haisyat rekhta hai lakin nabowat ka dawa is khandan ka koi fard q keray. Allah ki qasam mery khandan ka rutba kisi sy kam nahi. Kiya nabowat ka dawa ker kay koi ham sy uncha ho sakta hai.

Your Queries are as follows.
khalid bin waleed
hazrat khalid bin waleed
khalid bin waleed status
hazrat khalid bin walid
khalid bin waleed history
hazrat khalid bin walid ka waqia
khalid bin waleed ra
khalid
khalid bin waleed edit
,khalid bin waleed series
khalid ibn walid
khalid bin waleed ka waqia
hazrat khalid bin waleed series
hazrat khalid bin waleed ki jang
life of hazrat khalid bin waleed
hazrat khalid bin waleed ka waqia
Allah ki talwar
Sword of Allah

#Islam #IslamicStories #IslamicWaqia #WaliAllah #WaleAllah #IslamicWaqiyat #Islamicwaqiainurdu #Islamicwaqiyatinurdu #Islamickahani #IslamicKahaniyan #Allahkaywali #Allahkywali #AuliyaAllah #swordofAllah #Allahkitalwar #khalidbinwaleed #hazratkhalidbinwaleed

Share This Video


Download

  
Report form