Surah Rehman Ka Taruf Aur Urdu Tarjuma || MHSASS ISLAMIC

MHSASS ISLAMIC 2024-09-05

Views 3

Surah Rehman Qur'an ki 55vi surah hai jo Allah ki rehmat aur barkaton ka zikr karti hai. Is surah mein Allah ki taraf se insaan aur jin dono ke liye kaayi blessings aur ni’maton ka zikar hai. Har aayat ke baad Allah ke fazal ka ehsas dilane ke liye ek sawal poocha gaya hai: "Tum apne Rabb ki kaun kaun si ni’mat ko jhutlaoge?" Is video mein Surah Rehman ka Urdu tarjuma diya gaya hai taake aap Allah ki rehmat ko behtar taur par samajh saken.

Share This Video


Download

  
Report form
RELATED VIDEOS