Allied, MCB, UBL.. bank ki ATM mein ATM card na jai tou uska bagheir ATM sa paisa nikalna ka tariqa

Views 6

As-salamu alaykum. Nazreen iss video mein mei ap logon ko dekhana ja raha hon ka jab agar ap kisi bhi bank ki ATM mein jata hein phir chaha woh Allied, MCB, Meezan, HBL, NBP ya Standard Chartered bank waghera ki bhala ho tou aksar iss tarah hota ha ka jab ap ATM card uss mein dalna ki koshish karta hein uss mein tou card andar nahin jata jo ka iss baat ki pehchan hoti ha ka ATM card andar nahin ja sakta ha kiunka jab ATM sahi kaam kar rahi hoti ha tou woh apko green color ka aik blinking arrow show karti ha jahan par apna card dalna hota ha. Iss surta haal mein ap phir kis tarah phir ATM sa apna account mein sa apni marzi ki amount nikal sakta hein uska lia apko ye video akhir tak dekhani hogi. Tou video ko lazmi akhir tak dekhia ga.

#alliedbankatm
#hblbankatm
#meezanbankatm
#ublbankatm
#atm
#getinformationandknowledge

Share This Video


Download

  
Report form
RELATED VIDEOS