امراض معدہ کا علاج | stomach treatment | maday ki gas ka ilaj | معدے کی کمزوری کا علاج | معدے کا حل

today tech 2024-06-28

Views 1

#hakeemabdulmajid
#ہر پل صحت
#harpalsehat
Different types of diseases occur in the stomach, such as indigestion, acidity, gas, loss of appetite, heartburn, unnecessary belching, these and other similar diseases that occur in the stomach due to one reason or another. However, it is rare for all of these disorders to occur in the same person, and often one or two of these disorders occur together.
امراض معدہ کا علاج | stomach treatment | maday ki gas ka ilaj | معدے کی کمزوری کا علاج | معدے کا حل
Maida mein mukhtalif qisam ke amraz paida hote hain, jaisay ke bad hazmi, tezaabiyat, gas ka paida hojana, bhook ka na lagna, maiday mein jalan, ghair zaroori dakaaron ki kasrat. Yeh aur is jaisay deegar amraz jo kisi na kisi wajah se maiday mein paida hojate hain. Lekin yeh bohot kam hi hota hai ke is qisam ke tamaam amraz aik hi fard mein paida hojayen aur aksar auqaat aik ya do marz ikathtay hojate hain.
When you fall asleep early after eating dinner for some reason, and you wake up at some point in the night, you feel that your stomach is burdened and you are not at ease. is present and undigested causing a feeling of nausea or vomiting, cold sweats on the body and trembling in your legs, this situation is very painful, if you have this prescription at home If it is made up then you don't need to worry, use this recipe and you will definitely get relief.
Jab aap raat ka khana kha kar kisi wajah se jald sojate hain, aur raat ke kisi waqt aap neend se bedaar hote hain to aap ko mehsoos hota hai ke aap ke maiday par bojh hai aur tabiyat mein sukoon nahi hai, khana maiday mein usi tarah mojood hai aur hazam nahi hua jis ki wajah se matli ya qay ka ehsas hota hai, jism par thanday pasine aa rahe hain aur aap ki taangein kanp rahi hain. Us waqt yeh soorat-e-haal bohot takleef deh hoti hai. Agar aap ke paas yeh nuskha ghar par bana hua hai to aap ko pareshan hone ki zaroorat nahi, aap yeh nuskha istemaal karein aur yaqeenan rahat milegi.

Share This Video


Download

  
Report form
RELATED VIDEOS