Firuze, ek hum asar Cinderella hai. Woh ek zaheen aur purazm nojawan aurat hai jo ek hi waqt mein padhai aur kaam karti hai.
Woh Muhsin baba ke sath pursukoon zindagi guzarti hai jis ne use aur us ke bhaiyon ko god liya tha.
Yahan tak ke woh Kağan se mil gayi…
Ek mohabbat ki kahani jo romal par is ke naam ki karhai ki terhan nazar aati hai ek aise tufaan mein badal jati hai jo is ke tamam pyaaron ko apni lapat mein le lete hai. Woh apni mehfooz duniya se door hone lagti hai.Woh apni panah gaahon se door Kağan ki tareek kaayenaat mein jaane lagti hai.
Cast: İlhan Şen (Kağan), Deniz Işın (Firuze), Toprak Can Adıgüzel (Feryat), Serenay Aktaş (Leyla), Çağdaş Onur Öztürk (Taner), Nimet İyigün (Zeynep), Onur Gözeten (Ömer), Beran Soysal (Mehmet), Muttalip Müjdeci (Muhsin), Derya Pınar Ak (Çiğdem), Ozan Yiğit (Serdar), Zeynep Oymak (Bahar)
Firuze is a contemporary Cinderella. She is a smart and determined young woman who both studies and works. After a difficult childhood, she lives a quiet life with Muhsin Baba who adopted them. Until she met Kagan. A naive love story that looks like the initials of her name embroidered on a handkerchief turns into a whirlwind that engulfs all her loved ones. She begins to drift away from her sheltered world, surrounded by the men of her family who love and care for her, into the dark universe of Kagan.