MAH-E-RAMZAN - Danish F Dar - Dawar Farooq - Best Naat - Ramzan Special Naat - 2022

Views 12

MAH-E-RAMZAN | Danish F Dar | Dawar Farooq | Best Naat | Ramzan Special Naat | 2022

MAH-E-RAMZAN | Best Naat | Ramzan Special Naat | 2022

LYRICS

Maah E Ramzan


Le ke rehmat
Le ke barkat
Aaya hai mah-e-ramzan

Khush kismati hai
Ham sabhi ne
Paaya hai mah-e-ramzan

Le ke rehmat
Le ke barkat
Aaya hai mah-e-ramzan

Khush kismati hai
Ham sabhi ne
Paaya hai mah-e-ramzan


Rehmatain har su chahi hui hain
Bakshish ki ghadiyan aayi hui hain

Mauka hai raazi
Karlo khuda ko

Kaid hai shaitaaan


Aao ghunaao se tauba karein
Aaya hai mah-e-ramzan

Raazi ham apne khuda ko kare
Rusva karain shaitaan


Issi mahine mere nabi par
Utra hai rab ka kalam

Pak nabi par
Aur unki aal pr laakho croro salaam


Issi mahine mere nabi par
Utra hai rab ka kalam

Pak nabi par
Aur unki aal pr laakho croro salaam


Issi mahine jeeta badar bhi
Makka mai dakhil bhi hui nabi

Kaisa junoon hai
Dil mai sukoon hai
Aaya hai pyaara mehmaan


Aao ghunaao se tauba kare
Aaya hai Mah-e-Ramzan

Raazi ham apne khuda ko kare
Aur rusva kare shaitaan

Aao ghunaao se tauba kare
Aaya hai Mah-e-Ramzan

Raazi ham apne khuda ko kare
Aur rusva kare shaitaan

Aao ghunaao se tauba karain

AAYA HAI MAH-E-RAMZAN

Share This Video


Download

  
Report form