Shama-e-Bazm-e-Aulia Ramzan Kaifi Qadri - Manqibat (Urdu) | Shehzad Allah Abadi

Views 1

Naat Gou Shaer, Peer-e-Tareeqat, Fana-fil-Shaikh, Sarshar-e-Ishq-e-Ahl-e-Bait (R.A), Khaleefa-e-Azam, Sahib-e-Dastar, Shaikh Hazrat Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi Qadri Awaisi Sahib.

Manqibat (Urdu)
Shamma Bazm-e-Aulia Ramzan Kaifi Qadri
Hain aashiqun ke rahnuma Ramzan Kaifi Qadri

Zikr-e-Ahl-e-Bait (R.A) ki wo zaib-o-eenat ban gaye
Hain jou Mohib-e-Mustafa (PBUH) Ramzan Kaifi Qadri

Naam lewa aashiqun ki chahtun ki hai pukar
Ishq ki ik inteha Ramzan Kaifi Qadri

Mehfil-e-Melad (PBUH) ke jou Husn parr qurban hoey
Hain aashiq Shah-e-Huda (PBUH) Ramzan Kaifi Qadri

Mast dil Majzoob-e-Haq bhi barmala hain keh rahey
Shama-e-Irfan ki Zia Ramzan Kaifi Qadri

Moutu Qabl-al-Mout jin ki Zindagi ka raaz hai
Zinda dil hain bawafa Ramzan Kaifi Qadri

Aastana Ghousia hai markaz-e-Ahl-e-Saffa
Hain wo chashma Faiz ka Ramzan Kaifi Qadri

Rah-e-Haq mein Aap apni hain wo Tabinda misal
Hain yam-e-Sidq-o-Saffa Ramzan Kaifi Qadri

Mouhjzan Ashk-e-Aqeedat jis mein rehty hain sadda
Hain wo chashm-e-dilruba Ramzan Kaifi Qadri

Tashna lab maey khowar saarey dam pey tere aa gaye
Ab maey Irfan pila Ramzan Kaifi Qadri

Shehzad fikr-e-dunia ab ho gaya hon beniaz
Hain jou mere peshwa Ramzan Kaifi Qadri

- Written and read by Shehzad Allah Abadi Sahib (Awami Shaer)

- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view

- Aqwal-e-Kaifi by Muhammad Ramzan Kaifi (Naatia Poet) has been published and available online.
Available at: https://drive.google.com/file/d/12i4K3c5ZVZL3120Nb235DapkUGIOqghB/view

#-----------------#
Address
#-----------------#

Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif T/D Bahawalpur, Punjab Pakistan.

#-------------------------#
Content Maker
#-------------------------#

Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).

His books: Ashk-e-Aqeedat(Urdu and Saraiki Naatia Kalam) and Aqwal-e-Kaifi(Aqwal in Urdu and English) have been published.

Ashk-e-Aqeedat is collection of Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.

His other books that are in the process of publication are:
i- Kaifiyat-e-Kaifi
ii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-1)
iii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
iv- Bazuban-e-Khalq.

He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (R.A)

Share This Video


Download

  
Report form