Mujhey hasil hui Mehfil Huzoori Ya Rasoolallah (PBUH) - Naat(Urdu) | Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi

Views 1

Naat (Urdu)
Mujhey hasil hui Mehfil Huzoori Ya Rasoolallah (PBUH)
Hui hai dil ki hasrat aaj poori Ya Rasoolallah (PBUH)

Har ik ke lab pey jis mein zikr paiham Mustafa (PBUH) ka ho
Wohi mehfil sadda hoti hai noori Ya Rasoolallah (PBUH)

Judai ke asar se Aashiq-e-Aaqa (PBUH) na mar jaey
Hai is ki hazri behad zaruri Ya Rasoolallah (PBUH)

Kahein maey khawar-e-Irfan reh na Jaen tishna lab Aaqa (PBUH)
Miley inko bhi Sehbaey Tahoori Ya Rasoolallah (PBUH)

Meri dunia nikhir jaey, meri uqba sanwar jaey
Shafaat kejiye meri zaroori Ya Rasoolallah (PBUH)

Faqat yeh Aap (PBUH) he ke zikr se rehta hai noor Afshan
Dil-e-Kaifi hai Jalwa Gah-e-Toori Ya Rasoolallah (PBUH)

- Naat Number # 8
- Page Number # 98 - 99
- Book Name : Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Written and Read by Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi Qadri Awaisi (Naatia Poet)

- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view

● Address ●
Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif T/D Bahawalpur, Punjab Pakistan.

○ Content Maker ○

Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).

His book (Ashk-e-Aqeedat) has been published that is collection of
Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.
His other books that are in the process of publication are:
i- Aqwal-e-Kaifi
ii- Kaifyat-e-Kaifi
iii- Muqashafat-e-Kaifi (Volume-1)
iv- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
v- Bazuban-e-Khalq.

He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (Rahmatullah Alaih)

♤ Social Media ♧
His collection of Hamd-o-Naat, Nazm, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat, Marsiay and Fardiyat in Urdu and Saraiki is available on:
1-YouTube https://www.youtube.com/mramzankaifi
2-Facebook https://www.facebook.com/RamzanKaifi
3-Dailymotion https://www.dailymotion.com/mramzankaifi
4-Twitter https://twitter.com/MRamzanKaifi
5-Instagram https://www.instagram.com/m_ramzan_kaifi
6-LinkedIn https://www.linkedin.com/in/m-ramzan-kaifi
7-Website http://ramzankaifi.com
8-Pinterest https://www.pinterest.com/mramzankaifi
9-Tumbler https://mramzankaifi.tumblr.com

Share This Video


Download

  
Report form
RELATED VIDEOS