Mere Aaqa(PBUH) Meri Sarkar(PBUH) Madiney Waley - Naat(Urdu) | 2012 | Haji Muhammad Usman Ghani

Views 2

Naat (Urdu)
Mere Aaqa (PBUH) meri Sarkar (PBUH) madiney waley
Main karam ka hon talabgar madiney waley

Masjid-e-Aqsa mein saff aara payamber they sabhi
Karney ke wastey deedar madiney waley

Aati hai aap (PBUH) ki har saan se ulfat ki mehak
Hai ajab Aap (PBUH) ka gulzar madiney waley

Kejiye meri masehai khudara ab tou
Hai mujhey ishq ka aazar madiney waley

Is bhari dunia mein be yaro madadgar hon main
Hain faqat Aap (PBUH) hi ghamkhawar madiney waley

Laj rakhni hai sadda Aap (PBUH) ne Kaifi ki huzoor (PBUH)
Ummati hai yeh gunahgar madiney waley

- Naat Number # 18
- Page Number # 114 - 115
- Book Name : Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Written by Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi Qadri Awaisi (Naatia Poet)
- Read In the voice of Haji Muhammad Usman Ghanni

- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view

- Aqwal-e-Kaifi by Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi Qadri Awaisi (Naatia Poet) has been published and available online.
Available at: https://drive.google.com/file/d/12i4K3c5ZVZL3120Nb235DapkUGIOqghB/view

#-----------------#
Address
#-----------------#

Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif T/D Bahawalpur, Punjab Pakistan.

#-------------------------#
Content Maker
#-------------------------#

Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).

His books: Ashk-e-Aqeedat(Urdu and Saraiki Naatia Kalam) and Aqwal-e-Kaifi(Aqwal in Urdu and English) have been published.

Ashk-e-Aqeedat is collection of Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.

His other books that are in the process of publication are:
i- Kaifiyat-e-Kaifi
ii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-1)
iii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
iv- Bazuban-e-Khalq.

He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (Rahmatullah Alaih)

#-----------------------#
Social Media
#------------------------#

His collection of Hamd-o-Naat, Nazm, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat, Marsiay and Fardiyat in Urdu and Saraiki is available on:
1-YouTube https://www.youtube.com/mramzankaifi
2-Facebook https://www.facebook.com/RamzanKaifi
3-Fb Page https://web.facebook.com/mramzankaifi
4-Dailymotion https://www.dailymotion.com/mramzankaifi

Share This Video


Download

  
Report form