Aankhun mein hai basi hui Surat Rasool (PBUH) ki - Naat(Urdu) | Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi

Views 9

Naat (Urdu)
Aankhun mein hai basi hui Surat Rasool (PBUH) ki
Dil mein sama gai hai Mahabbat Rasool (PBUH) ki

Khil uthey mere lab pey bhi guldasta naat ka
Ya Rabb ! Labun pey jari ho midhat Rasool (PBUH) ki

Eman-o-deen ka Noor atta ho ga dosto !
Gar ho dil-o-nigah mein chahat Rasool (PBUH) ki

Jeena Nabi (PBUH) ke wastey, marna Nabi (PBUH) ke wastey
Khushnodi-e-Khuda hai, Itaat Rasool (PBUH) ki

Moun kar ke Soey Tayyaba parho gey agar Durood
Dil mein diye jalaey gi ulfat Rasool (PBUH) ki

Ishq-e-Nabi (PBUH) mein mast jo Kaifi hai har ghari
Ho gi naseeb is ko Zayarat Rasool (PBUH) ki

- Naat Number # 16
- Page Number # 111 - 112
- Book Name : Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Written and Read by Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi Qadri Awaisi (Naatia Poet)

- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view

#------------------------------------#
Address
#------------------------------------#

Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif T/D Bahawalpur, Punjab Pakistan.

#--------------------------------#
Content Maker
#--------------------------------#

Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).

His book (Ashk-e-Aqeedat) has been published that is collection of
Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.
His other books that are in the process of publication are:
i- Aqwal-e-Kaifi
ii- Kaifyat-e-Kaifi
iii- Muqashafat-e-Kaifi (Volume-1)
iv- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
v- Bazuban-e-Khalq.

He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (Rahmatullah Alaih)

#---------------------------------#
Social Media
#---------------------------------#

His collection of Hamd-o-Naat, Nazm, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat, Marsiay and Fardiyat in Urdu and Saraiki is available on:
1-YouTube https://www.youtube.com/mramzankaifi
2-Facebook https://www.facebook.com/RamzanKaifi
3-Dailymotion https://www.dailymotion.com/mramzankaifi
4-Twitter https://twitter.com/MRamzanKaifi
5-Instagram https://www.instagram.com/m_ramzan_kaifi
6-LinkedIn https://www.linkedin.com/in/m-ramzan-kaifi
7-Website http://ramzankaifi.com

Share This Video


Download

  
Report form
RELATED VIDEOS