[कमर दर्द] किस वजह से होता है - [कमर दर्द] से छुटकारा पाने के घरेलू उपाय - #kamardard #backpain

Views 21

Title: [कमर दर्द] किस वजह से होता है ?? | [कमर दर्द] से छुटकारा पाने के घरेलू उपाय | #kamardard #backpain

Namaskar dosto mein hu Akshay suryawanshi aur swagat hai aapka humare youtube chanell ["stay healthy at home"] par. Dosto is video meine bataya hai ki (kamar dard / back pain) (कमर दर्द / पीठ दर्द ) kis vajah se hota hai aur (kamar dard / back pain) (कमर दर्द / पीठ दर्द ) se jald chutkara pane ke gharelu upay bhi bataye hai.

Dekhiye dosto (kamar dard / back pain) (कमर दर्द / पीठ दर्द ) yadi galat vyayam ki vajah se ho ya fir kisi chot ki vajah se ho toh yeh ek aam baat hai, lekin yadi iski vajah koi aur ho aur yeh dard aapko bar bara satata ho toh aapko ise bilkul bhi najar andaj nahi karna chaiye.

(kamar dard / back pain) (कमर दर्द / पीठ दर्द ) hone ke 5 karan:

1. Neend mein yadi sone ki stithi sahi nahi ho ya fir aap galat dhang se hote ho toh aapko (kamar dard / back pain) (कमर दर्द / पीठ दर्द ) pareshan kar sakta hai.

2. Yadi aap sote samay bahut naram gadde par sote ho toh yeh bhi ek (kamar dard / back pain) (कमर दर्द / पीठ दर्द ) ka karan ho sakta hai, isiliye kosish kare ki aap thoda sa kathor gadda istemal kare
jisse ki aapko (kamar dard / back pain) (कमर दर्द / पीठ दर्द ) fir kabhi na sataye.

3. Yadi aap din bhar mein bahut jyada tanav mehsus karte hai toh yeh bhi ek
(kamar dard / back pain) (कमर दर्द / पीठ दर्द ) ka karan ho sakta hai, jyada tanav lena humare shareer ke liye accha nahi hota, kyonki humare mastishk ke sath sath yeh humari reed ki haddi par prabhav dalta hai.

4. Jyada motapa bhi (kamar dard / back pain) (कमर दर्द / पीठ दर्द ) ka karan ho sakta hai, yadi aapke shareer pe jyada charbi jama ho toh yeh charbi humare peeth ki mas peshiyon mein tanav paida karti hai, jisse ki hume (kamar dard / back pain) (कमर दर्द / पीठ दर्द ) jaisi samasya se jhoojna padta hai.

5. Yadi humari haddiya kamjor ho ya fir aapke shareer mein calcium ki kami ho toh yeh bhi ek (kamar dard / back pain) (कमर दर्द / पीठ दर्द ) ka karan sabit ho sakta hai, is stithi mein aap jyada se jyada calcium le, aap doodh, ande, paneer jaise padartho ka istemal kar sakte hai.

Ab aaiye mein aapko (kamar dard / back pain) (कमर दर्द / पीठ दर्द ) se bachne ke aur jald chutkara pane ke gharelu upay bata deta hu.

1. 3/4 lehsun ki kaliya le aur use garam kar le jab tak ki wo kali nahi ho jati aur fir un kaliyon ko nariyal ke tel mein dale aur fir us tel se roj subah apne kamar ki malish kare. aisa karne se aapko (kamar dard / back pain) (कमर दर्द / पीठ दर्द ) se rahat milegi

2. Garam pani le aur usme thoda sa namak mila le aur fir us namak mile garam pani mein toliya dubokar us toliye ko nichod le aur fir us toliye se apne kamar ki malish kar le. aisa karne se bhi aapko (kamar dard / back pain) (कमर दर्द / पीठ दर्द ) se rahat milegi.

3. Ek kadhai le aur fir us kadhai mein 2/3 chammach namak dalkar use acche se sek le aur fir us namak ko mote suti kapde mein bandhkar uski potli bana le aur fir us potli se apnj kamar ki malish kar le, aisa karne se bhi a

Share This Video


Download

  
Report form
RELATED VIDEOS