Gopal Das Neeraj's poem drenches us with moral values. This poem brings us to the beautiful aspect of humanity.
Voice. S.Piyush
Lyrics. Gopal Das Neeraj Ji
Music. Ujwal Soni
Ab To Mazab Koi Aisa Bhi Chalaya Jaye
Jismai insaan ko insaan banaya jaye
Jisaki Khushboo se mehak jaye padosi ka bhi ghar
Phool is kisam ka har simat khilaya jaye
Pyar ka khoon hua kyu ye smajne ke liye
Har andhere ko ujale mai bhulaye jaye
Mere dukh dard ka tujh par ho asar kuch aisa
Main rahu bhookha to tujse bhi na khaya jaye
Jisam do hoke bhi dil eak hon aapne aise
Mera aansu teri palko se uthaya jaye
Geet unman hai, Gazal chup hai, Dubai hai dukhi
Aise mahool mai Neeraj ki bulaya jaye
#kavita #hindipoetry #gopaldasneeraj #famouspoetinindia