Kya Madina mein Masjide Aqsa Ashabe-Kahf ke uper nahein bani hoi? - 5/14 - Masajid

Mohammad Shaikh 2019-10-22

Views 1

Kya Madina mein Masjide Aqsa Ashabe-Kahf ke uper nahein bani hoi? - 5/14 - Masajid

Quran kya kehta hey

Masjid ke bare mein ye jante hein ke ye musalmano ki Ebadat Gah hai jahan musalman ijtemai taur par Namaz qaim karte hein. Masjid ke lafzi mane sajda karne ki jagah hai. Iss dars mein sirf masajid ke baare mein tafseel se bayan kya gaya hai balke teen makhsoos masajid jinko Allah ne Quran mein bayan kiya hai yani Masjide Haram, Masjide Aqsa aur Masjide Zarar jo har zamane mein maujood hein unn ki bhi wazahat aur nishan dahi ki gai hai. Quran se Masjid ke nazarye ki mazeed wazahat ke liye ye dars daikhna lazmi hai.

مسجد کے بارے میں یہ سب جانتے ہیں کہ یہ مسلمانوں کی عبادت گاہ ہے جہاں مسلمان اجتماعی طور پر نماز قائم کرتے ہیں- مسجد کے لفظی معنی سجدہ کرنے کی جگہ ہے- اس درس میں نہ صرف مساجد کے بارے میں تفصیل سے بیان کیا گیا ہے بلکہ تین مخصوص مساجد جنکو اللہ نے قرآن میں بیان کیا ہے یعنی مسجد حرام, مسجد اقصیٰ اور مسجد ضرار جو ہر زمانے میں موجود ہیں ان کی بھی وضاحت اور نشان دہی کی گئی ہے- قرآن سے مسجد کے نظریہ کی مزید وضاحت کے لئے یہ درس دیکھنا لازمی ہے-

Share This Video


Download

  
Report form