After Udta Punjab Censor Board Declines To Pass Nawazuddin Siddiqui’s Film ‘Haramkhor’
Censor Board ko na jane en dino kya ho gaya hai ki unhe ab har filmon ke content, visuals aur theme se aapatti ho gayi hai..lagbhag sabhi filmon mei wo apni manmani chala rahe hai..haal hi mei Anurag Kashyap ki film Udta Punjab ke saath Censor Board ne itna bawal machaya tha ki ye mudda rashtriya samasaya ban gayi thi..jise lekar High Court mei bhi behas chali aur lambi ladai ladne ke baad hi Udta Punjab o release kiya gaya..aur ab Nawazuddin Siddiqui ki film is ladai mei aa khadi hui hai jise Censor board paas karne ke bilkul bhi mood mei nahi hai..aur Nawazuddin ki film Haramkhor ko Censor Board ne certificate dene se bhi mana kar diya ahi..aapko bata de Shlok Sharma directed film Haramkhor mei 14 saal ki ek ladki aur ek tution teacher ke saath prem sambandh dikhaye gaye hai..jiski scrrening ko haal hi mei Kendriya Film Pramanan Board ki janch samite ke samne pesh kiya gaya tha..lekin board ne film ko hari jhandi dene se mana kar diya..jiska karan film ke aapattijanak Vishay ko bataya ja raha hai..aur is baar board kisi scene ko cut karne ke liye nahi keh rahe hai balki film ko pass karne se ye kehte hue mana kar diya hai ki ye film Sichako ki galat chavi ko pesh kar raha hai..lekin sabse badi baat ye hai ki is film ka premeire Newyork Indian Film Festival mei kiya gaya tha, jahan Nawaz ko is film mei unhe kaam ke liye best actor ka award diya gaya tha..aur 17th Jio Mami Mumbai Film Festival mei film Hramkhor ko silver gateway of india ki trophy bhi di gayi thi.aur ab makers FCAT mei film ke praman ke liye jayenge..aur jab makers se ye pucha gaya ki zarurat padi to Udta Punjab ki tarah is film ko bhi Adalat le jana padega tab unhone kaha ki iski naubat nahi aayegi..kyunki hame ummeed hai ki iske pehle hi mamle ka hal nikla jayega..well abhi is mamle mei Pehlaj Nihlani ki abhi koi pratikriya samne nahi aayi hai..
Watch The Video To Know More!!
SUBSCRIBE To BollywoodEverywhere-
► https://goo.gl/1wOHB8
Stay Connected With Us On:
Website: http://studiozidrream.com/