Pyaar Kiya To Nibhana - HD 720p - Major Saab [1998] - [Fresh Songs HD]

Fresh Songs HD 2015-06-08

Views 77

Join On F.B: www.facebook.com/torrent10

Following is the lyrics of 'Pyar Kiya Toh Nibhana' song from hindi movie 'Major Saab'.


Song: Pyar Kiya Toh Nibhana
Movie: Major Saab
Singer(s): Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Music By: Anand Raj Anand
Lyricist(s): Anand Raj Anand

Pyar Kiya Toh Nibhana Lyrics from Major Saab


Kehta hai pal pal tumse, hoke dil yeh divana - (2)
Ek pal bhee jane jana, mujhse dur nahee jana
Pyar kiya toh nibhana - (4)

Kehta hai pal pal tumse, hoke dil yeh divana - (2)
Ek pal bhee jane jana, mujhse dur nahee jana
Pyar kiya toh nibhana - (4)

Abb jindagee ka maksad, hai bas tumhara sath
Ek bar keh do tum bhee, hatho me le ke hath
O abb jindagee ka maksad, hai bas tumhara sath
Lo keh diya tumse, hatho me le ke hath
Ham tum tum ham banke rahe ham raj humsafar
Shikwa kare na koi, ek duje se umrr bhar
Pyar hamara ho aisa ke dekhe yeh jamana
Pyar kiya toh nibhana - (4)

Kehta hai pal pal tumse, hoke dil yeh divana - (2)
Ek pal bhee jane jana, mujhse dur nahee jana
Pyar kiya toh nibhana - (4)

(Na mai tumhe satau, na tum mujhe satao
Mai tumko samajh jau, tum mujhko samajh jao) - (2)
Chahat hee puja ho, mann mandir ho janeman
Ek duje ke bin, ek pal bhee lagta nahee ho man
Phir toh jivan ban jayega, pyar ka tarana
Pyar kiya toh nibhana - (4)
Kehta hai pal pal tumse, ho ke dil yeh divana - (2)
Ek pal bhee jane jana, mujhse dur nahee jana
Pyar kiya toh nibhana - (2)

Pyar kiya toh nibhana - (2)

http://www.hindilyrics.net/lyrics/of-Pyar%20Kiya%20Toh%20Nibhana.html

Share This Video


Download

  
Report form