NUSRAT FATEH ALI KHAN | Haq Ali Ali Maula Ali Ali | With Qawwali Lyrics

Thuy 2015-01-02

Views 176

Ali Imam Man Hastam, Manam Ghulam E Ali
Hazaar Jaan E Girami Fida E Naam E Ali

Haiderium Qalndaram Mastam
Banda e Murtaza Ali Hastam
Paishwa e Tamaam Rinda Nam
Ke Sagay Koo E Shair E Yazdanam

Kabhi Deewar Hilti Hai,Kabhi Dar Kaanp Jata Hai
Ali Ka Naam Sun Ker Ub Bhi Khaiber Kaanp Jata Hai

Shah E Mardaan E Ali
Shah E Mardaan E Ali
Ali Ali, Ali Ali, Ali Ali

Ali Maula Ali, Ali Mola Ali x4

Jab Jaan Tan Say Nikle Lab Per Mere Yeh He Hoga
Alii Ali Maula Ali, Ali Mola Ali
Aaa Ali Maula Ali, Ali Mola Ali
Ali Maula Ali, Ali Mola Ali

Tan Per Ali Ali Ho Zubaan Per Ali Ali
Mar Jaoon To Kafan Pe Bhi Likhna Ali Ali

Haq Ali Ali Ali Mola Ali Ali x3
Aaa Haq Ali Ali Ali Mola Ali Ali

Japle Japle Re Manwa
Yehi Naam Sacha Hai Pyaare
Yehi Naam Tere Sub Dukh Taale
Isi Naam Ki Barkat Ne Diyeh Raaz e Haqiqat Khol

Tu Bhi Kar Ali, Ali Mola Ali
Alii Ali Maula Ali, Ali Mola Ali
Ali Maula Ali, Ali Maula Ali x2

Kab Kisi Benawa Say Kehta Hoon
Sub Ke Haajat Rawa Say Kehta Hoon
Baat Shair e Khuda Say Kehta Hoon
Door Ho Ja Nazar Say Ey Mushkil
Warna Mushkil Kusha Say Kehta Hoon

Q K Woh Hein Mere Ali Ali
Ali Maula Ali, Ali Mola Ali
Aaa Ali Ali Mola Alix2
Ali Ali Ali Ali Ali

Shah e Mardaan e Ali La Fata Illah Ali
Shair e Yazdaan Ali Ali

Haq Ali Ali Ali Mola Ali Ali x3
Maula Ali Ali Maula Ali Ali Mola Ali Ali

Haq Haq Ali Ali Ali Mola Ali Ali
Haq Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Haq Ali Ali Ali Maula Ali Ali


Baghair Hubb e Ali Mud'daa-A Nahi Milta
Ibadaton Ka Bhi Hargiz Sila Nahi Milta
Khuda Ke Bando Suno Ghour Say Khuda Ki Qasam
Jisay Ali Nahi Miltay Usay Khuda Nahi Milta

Haq Ali Ali Ali Mola Ali Ali
Haq Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Haq Ali Ali Ali Mola Ali Ali
Haq Ali Ali Ali Maula Ali Ali

Basak Talash Na Ab Kuch Wuss'at e Nazar Se Milaa
Nishaan E Manzil E Maqsood Rahbar Se Mila
Ali Mile To Mile Khaana e Khuda Sa Hamain
Khuda Ko Dhonda To Wo Bhi Ali Ke Ghar Se Mila

Haq Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Haq Ali Ali Ali Mola Ali Ali

Khuloos E Dil Say Ali Ka Jo Naam Leta Hai
Wohi To Lazzat Umr e Tamaam Laita Hai
Khuda Ke Bando Suno Ghour Say Khuda Ki Qasam
Ali Ka Naam To Girton Ka Tham Laita Hai

Haq Ali Ali Ali Maula Ali Ali

Paighambari Ke Chaand Ka Hala Ali Ali
Baatil Ki Teergi Ka Ujala Ali Ali
Paigham e Kirtigar Ka Jouhar Ali Ali
Imaan Ke Sadakh Ka Hai Kauhar Ali Ali

Haq Ali Ali Ali Mola Ali Ali

Maula Ali Maula...
Maula Maula Mola
Maula Ali Mola Maula Ali Mola

Haq! Haq! Haq! Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Haq Ali Ali Ali Maula Ali Ali x3

Ustaad e Jibrael e Mukaram Ali Ali
Maula e Kainaat Moazzam Ali Ali
Sardaar e Ambiya Ka Tabassum Ali Ali
Chashm e Junoon e Afzal-O-Akram Ali Ali

Haq Ali Ali Ali Maula Ali Ali x4

Ibadatoon Ka Jo Unwaan Hai To Zikr e Ali
Kamaal e Markaz E Eeman Hai To Zikar e Ali
Sukoon e Qalb Ka Saaman Dhoondne Walo
Sukoon e Qalb Ka Saaman Hai To Zikar e Ali

Mojod e Kaaba Deen Mukammal Ali Ali
Paighambari Ka Shahid e Awwal Ali Ali
Vird e Zubaan Ehl e Zamana Ali Ali
Yakta e Roozgaar Yagana Ali Ali
Altaf e Bebadal Ka Khazana Ali Ali
Insaan Ki Azmatoon Ka Tarana Ali Ali

Nazar Haqeeqat Shaanas Paayi To Kia Kahoon Kis Ada Ko Daikha
Her Aik Zarray Mein Jalwa Farmaa Mohammad-O-Murtaza Ko Daikha
Qasam Khuda Ki Ali Nabi Say, Nabi Ali Say Juda Nahi Hai
Ali Ko Daikha, Nabi Ko Daikha, Nabi Ko Daikha, Khuda Ko Daikha


Sahar Hoi Shab E Mairaaj Ki To Logo Ne
Jamaal e Pak Rukh e Sayyad-Ul-Bashar Daikha
Kaha Ghulamo Ne Hum Se Bhi Kijiyeh Irshaad
Jo Kuch Huzoor Ne Yasha-A Arsh Per Daikha

To Harfashaa Hue Lale Labe Rasool E Kareem
Ajeeb Martaba Haider Ka Arsh Per Daikha
Wali Wali Ki Sada Thi Jahan Jahan Pohche
Ali Ali Nazar Aye Jidhar Jidhar Daikha

Deed Haider Ki Ibadat Hai Ye Farmaan E Nabi
Deed Haider Ki Sub Ker Lo

Jin Ki Mehfil Hai Woh Mehfil Mein Zaroor Aate Hein
Aao Sub Ker Lo Deed Haider Ki
Sub Ker Lo Deed Haider Ki
Aaa Sub Ker Lo Deed Haider Ki

Nigaah E Raah Mein Bicha Do K Aap Aye Hein
Diloon Ko Farsh Bana Do K Aap Aaye Hein
Sub Ker Lo Deed Haider Ki
Sub Ker Lo Deed Haider Ki

Deed Haider Ki Ibadat Hai Yeh Farmaan E Nabi
Hai Ali Rooh E Nabi Jism E Nabi Jaan E Nabi
Gul e Tatheer Ali, Haq Ki Shamsheer Ali
Peeron Ke Peer Ali Ali

Dono aalam ke hein waliyon pe waliat un ki
Sari dunya ke imamon pe immamat unki
Husn e taqdeer ali nabi ke wazeer wali
Haq ki tasverr ali Ali

Haq Ali Ali Ali Mola Ali Ali
Haq Ali Ali Ali Maula Ali Ali

Ghareebon da zamane vich sahara hai ali maula
Mohammad jiss da mola us da maula hai ali mola

Haq Ali Ali Ali Mola Ali Ali
Haq Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Haq Ali Ali Ali Mola Ali Ali
Haq Ali Ali Ali Maula Ali Ali

Un ki Saem hai walidat ki jagah harm e kaaba
Aankh kholi to chehra e mohammad dekha
Noor e tanveer ali, badr e muneer ali
Malik e taqdeer alii alii

Share This Video


Download

  
Report form