aaj phir unhone mujhe yaad kiya
apna beshkimti waqt mujh par unhone mujh par barbad kiya hai
kis muh se dete jawab hum
kis tarah chehra apna dikha dete
aisa gunahgaar banaya hume
jo unhone hum par beshqimti waqt barbad kiya hai
aaj phir unhone hume yaad kiya hai
humne to gunah jo kiya
vo muafi yogya kaha
phir b hain phir b
unhone aapna beshqimti waqt hum par barbad kiya hai
unhe shayad umeed hum se ab b hai
unhe shayad aaj b yakin hum se hai
magar hum to musafir ban chuke hain
hum to kisi aur gali nikal chuke hain
aab vo raaste aanjan hain humare liye
aab vo uljhne be inaam hai humare liye
kehte hain beeta waqt vapis nai aata
kehte hain har karam ka fal yaha milta hai
to ab hume yaha se nikal jana chaheie
khushi aur gami to dekhne ka nazariya hote hain
hume to aage badhna hain
kahin duur nikalna hai
aaj phir unhone hum par apna waqt barbad kiya hain
haijn aaj phir unhone hume yaad kiya hai
socha tha k seesha na banu
socha tha soch reh gayi
kyunki aaj phir unhone hume yaad kiya hai
aaj phir unhone hum par apna beshqimti waqt barbad kiya.
aaj hain aaj phir unhone hume yaad kiya
imnt alive
http://www.poemhunter.com/poem/aaj-phir-unhone-mujhe-yaad-kiya/